नफरत को हम प्यार देते है! . . . . आपके प्यार पर हम खुशी न वार देते है! . बहुत सोच कर वादा करना हमसे क्योकि ... .. . हम 1 वादे पर जिन्दगी गुजार देते है!
Meri aankhon me mat dekh tujhe apna bana lenge, na dil ke karib aa tujhe mohabbat sikha denge, gehra hai tujhse itna rishta ki, agar khwabon me aaye to teri neende chura lenge... ♥♥♥.
Wo meri soch hai, koi aur usey soche to Q? Wo meri labon ka nagma hai, koi aur usey gungunaye to Q? Wo meri chahat hai, koi aur usey chahe to Q? Wo meri nazar ka aaina hai, koi aur use dekhe to Q? Wo sirf meri “DUA” hai, koi aur usey maange to Q?
Badi aasani se dil lagaye jaate hain, Badi mushkil se vaade nibhaye jaate hain, Le jaati hai mohabbat un raahon pe, Jahan diye nahin, dil jalaye jaate hain
Sardiyo ki ek sard raat me usne mere haath thaam kar kaha 'itne garam haath wafa ki nishaani hote hai' Ab mujhe khyal aaya ki us waqt uske haath itne thande kyun the !!
aj khoya hua ik dost bohat yaad hai acha guzra hua waqt bohat yad aya . meri aankh k her ansu pe rone wala aj jab aankh yeh roi to bohat yaad aya . jo mere dard ko seene mein chupa lera tha aj jab dard hua mujhe to bohat yaad aya . jo meri aankh mein kajal ki tarah rehta tha aj kajal jo lagaya to bohat yaad aya . jo mere dil tha qareeb faqat usko hi aj jab dil ne bulaya to bohat yaad aya
Ye Yaad Nhi Kab Pyar Howa Bas Yaad Raha Mujhy Pyar Howa Jab Pyar Howa Sab Bhool Gaya Ek Yaad Raha Bas Naam Tera. Ham MasjidMandirSab Bhool Gay Mujhy Yaad Raha Bas Sath Tera Kuch Saalon Baad Wo Ham Se Mily Main Pooch Betha Kya Haal Tera Wo hans K Bolay Aey pagal Tu Ye To Bata Kya NAAM TERA ...!!
Mujhe 2 cheezen bahot Piyari lagti hain 1 Barish or 1 TUM Barish mjhe is liye Piyari lagti hai Q-K Barish tumhari yaadain le Kr ati hai Tum mjhe is liye Pyari lagti Ho Q-K tumhari yadainBarish Ko or b Pyara bna deti hain Aj barish mai Akely bhig Kar "JANAY Q"?
Mera Dil mujh se baar baar Keh rha tha K Main barish Ki her 1 boond se Pochon Kia usy barishain Aj b Piyari lagti hain?
Kahin Se Tera Sath Le Aaon... Wasal Ki Chand Raat Le Aaon Beth Jaon Kisi Dorahy Par Mang Kar Tera Hath Le Aaon Kitni Sadyon K Baad Bolon Main Tab Pe Ik Teri Hi Baat Le Aaon Apni Aankhon Ki Band Galyon Se Aanso'on Ki Baraat Le Aaon Itni Pooja Karon K Main Ik Din Apni Zaat Main Teri Zaat Le Aaon
Zra Zra Si Baat Pe Rooth Jana Acha Nhi, Itna Bhi Kisi Ko Stana Acha Nahi,, Bichar Gaye To Bohat Pachtao Gy Tum,! Yunhi Geron Ki Baton Mein Ana Acha Nhi, Ye Dil To Pehly Hi Tere Ghum Se Choor Hai, Abb Isay Aur Trpana Acha Nahi, Kahin Aisa Na Ho K Tum Akele Hi Reh Jao, Kisi Ki Mohabat Ko itna Aazmana Acha nhe..
Main Mohabbat HunMohabbat Karke Dekh Main Mohabbat Na Dun To Kehnaa
Main Muskurahat Hun Mujhe Hansa Kerr Dekh Na Sajun Tere Honton Per To Kehna
Main Khushbu Hun Mujhe Mehsus Karke Dekh Na Mehkun Teri Zindagi Main To Kehnaa
Main Dil Hun Mujhe Sun Kerr Dekh Na Dharkun Tere Dil Main To Kehnaa
Main Phul Hun Mujhe Lagaa Kerr Dekh Na Mehkun Din Raat To Kehnaa
Main Mohabbat Hun Mujhe Apna Karke Dekh Na Banu Main Teri To Kehnaa......
Kbi zid mein tere ho gay, Kbi dil ny tujhy ganwa dia. Essi kashmakash mein rahy sada, Tu ny yad rakha ya bhula dia. Kabi baibasi mein hans diye kabi hansi ny hum ko rula dia. kabi phool se rahi dosti Kabi hath kanton se mila dia. Kabhi aik ko apna na kr saky, Kabhi khud ko sab ka bana dia. Yun he din guzar gaye payar k, Kabi ik khawab khud ko bana liya. Jo khawab ubhray in aankhun main, unhain aankh me he sula dia...