Pages

Showing posts with label love sms. Show all posts
Showing posts with label love sms. Show all posts

Sunday, 29 December 2013

ज़िंदा रहेंगे

ज़िंदा रहेंगे तो हर दिन तुम्हें हम याद करेंगे..

भूल गये तो समझ लेना खुदा ने हमें याद कर लिया.. :)”

Saturday, 28 December 2013

Jo Dil Mai Reh Ke

Jo Dil Mai Reh Ke Bhi Mera Na Ban Saka 
GHALIB

Aur Dil Wo Kaafir hai, Jo Mujh Mein Rehker Bhi 
Tera Ho Gaya....!!

ना जाने वो कौन

ना जाने वो कौन इतना हसीन होगा
आपके हाथ में जिसका नसीब होगाकोई आपको चाहे ये कोई बडी बात नहींजिसको आप चाहो वो खुश नसीब होगा ।

Wednesday, 25 December 2013

Dil To Kahta Hai

Dil To Kahta Hai Zamaane Se Chhupa loon Tujh Ko Dil Ki Dhadkan Ki Tarah Dil Mein Basa loon Tujh Ko...
Koi Ahsaas Judaai Ka Na Rahne Paaye Iss Tarah Khud Mein Meri Jaan Samaa loon Tujh Ko...
Tu Jo Roothhey Kabhi Mujh Se Mere Dil Ke Maalik Saari Duniya Se Khafa Ho Ke Manaa Loon Tujh Ko...
Jab Bhi Dekhoon Tere Chehre Pe Udaasi Ka SamaaN Yehi Chahoon Ke Kisi Tarha Hassa loon Tujh Ko...
Tu Jo Thhak Haar Ke Loutay To Yahi Khwaahish Hai Apni Palkon Ki Chaaon Main Sula loon Tujh ko...

Kal jab mile the....

Kal jab mile thhe....
to dil mein hua ek sound.
Aur aaj mile to kehte hain...
your FILE NOT FOUND!
------------ --------- ---------
Jo muddat se hota aaya hai,
woh repeat kar doonga...
Tu naa mili to apni zindagi
CTRL+ALT+ DEL kar doonga...
------------ --------- ---------
Shayad mere pyar ko
taste karna bhool gaye...
Dil sey aisa CUT kiya
ke PASTE karna bhool gaye....
------------ --------- ---------
Laakhon honge nigaah mein
kabhi mujhe bhi pick karo...
Mere pyaar ke icon pe
kabhi to DOUBLE CLICK karo...
------------ --------- ---------
Roz subha hum karte hain
pyar se unhe good morning...
Woh aise ghoor ke dekti hain
jaise 0 ERRORS aur 5 WARNING...
------------ --------- ---------
Aisa bhi nahin hai ke
I don't like your face.
Par dil ke storage mein
No more DISK SPACE.
------------ --------- ---------
Ghar se jab tum nikale
pehen ke reshmi gown.
Jaane kitne dilon ka
ho gaya SERVER DOWN

Thursday, 19 December 2013

Meri Aankho me

Meri aankhon me mat dekh tujhe apna bana lenge,
na dil ke karib aa tujhe mohabbat sikha denge,
gehra hai tujhse itna rishta ki,
agar khwabon me aaye to teri neende chura lenge... ♥♥♥.

Q ??

Wo meri soch hai, koi aur usey soche to Q?
Wo meri labon ka nagma hai, koi aur usey gungunaye to Q?
Wo meri chahat hai, koi aur usey chahe to Q?
Wo meri nazar ka aaina hai, koi aur use dekhe to Q?
Wo sirf meri “DUA” hai, koi aur usey maange to Q?

Dil Jalaye Jate Hain

Badi aasani se dil lagaye jaate hain,
Badi mushkil se vaade nibhaye jaate hain,
Le jaati hai mohabbat un raahon pe,
Jahan diye nahin, dil jalaye jaate hain

Monday, 16 December 2013

Teri Mohabat Ka Mujhe

Teri Mohabat Ka Mujhe Yahi To Sila Mila Hai,
Tujhe Yad Krke Mera Dil Hi Jala Hai,
Kaise Bhul Jau In Yado Ko,
Sab Kuch Luta Ke Ek Yahi To Mila Hai....

Tuesday, 31 January 2012

Dil Tootega Toh Fariyaad Karoge Tum Bh

Dil Tootega Toh Fariyaad Karoge Tum Bhi ...
Hum Na Rahe Toh Hamein Yaad Karoge Tum Bhi ...
Aaj Kehte Ho Hamare Paas Waqt Nahin ...
Par Ek Din Mere Liye Waqt Barbaad Karoge Tum Bhi ...

It really beats for SOMEONE

Few things
We can’t understand Like our HEART,
We think it beats … inside us,
But
It really beats for SOMEONE Who is inside US ...!!

Main Muskurahat Hun Mujhe Hansa Kerr Dekh

Main Mohabbat Hun Mohabbat Karke Dekh
Main Mohabbat Na Dun To Kehnaa

Main Muskurahat Hun Mujhe Hansa Kerr Dekh
Na Sajun Tere Honton Per To Kehna

Main Khushbu Hun Mujhe Mehsus Karke Dekh
Na Mehkun Teri Zindagi Main To Kehnaa

Main Dil Hun Mujhe Sun Kerr Dekh
Na Dharkun Tere Dil Main To Kehnaa

Main Phul Hun Mujhe Lagaa Kerr Dekh
Na Mehkun Din Raat To Kehnaa

Main Mohabbat Hun Mujhe Apna Karke Dekh
Na Banu Main Teri To Kehnaa......

Tareekh-e-Wafa,

Mujhe Bhi Yaad Rakhna Jab Likho Tareekh-e-Wafa,

K Main Ne Bhi Lutaya Hai Mohabbat Mein Sukoon Apna

♥ U can't hug Yourself

♥ U can't hug Yourself.
U cant cry on Your own shoulder..
LIFE is all about living for one another.
So live with those who LOVE u most ...♥

There's This Warm

There's This Warm
Little Place

Where

I Fit In Perfectly ...
And
It's Call Your Arms ...

Hugging You babe ... ♥

If A Person Loves You

If A Person Loves You ♥

Always Be Thankful To That Person ♥

You Know Why ???

Because There Are Lot Of People Who Love Person More Than You ♥

But That Person Still Choose To Love You ♥

Thanx Alot Ma Love for Loving me ♥

just one wish ☆

If I could have just one wish ☆
I would wish to wake up everyday ☆
To the sound of ur breath on my neck ☆
The warmth of ur lips on my cheek ☆
The touch of ur fingers on my skin ☆
And the feel of ur heart beating with mine ☆
Knowing that I could never find that feeling
With any♥ne other than y♥u

Most Prestigious Trophy

I Know you Were The Most Prestigious Trophy I Ever Had
But Sometime Feel I Was The Game That You Played..

When U See Me

When U See Me
I Feel I M Beautiful
When U Give Me Smile
I Feel I M Happy
When U Talk With ME
I Feel I M Someone Special and
Finally When U R Not With Me
I Feel I M Nothing ..

you cant live without

Love isn't finding someone you can live with .... 
Its finding someone you cant live without .... ♥ ♥ face-smile.png