Kal jab mile thhe.... to dil mein hua ek sound. Aur aaj mile to kehte hain... your FILE NOT FOUND! ------------ --------- --------- Jo muddat se hota aaya hai, woh repeat kar doonga... Tu naa mili to apni zindagi CTRL+ALT+ DEL kar doonga... ------------ --------- --------- Shayad mere pyar ko taste karna bhool gaye... Dil sey aisa CUT kiya ke PASTE karna bhool gaye.... ------------ --------- --------- Laakhon honge nigaah mein kabhi mujhe bhi pick karo... Mere pyaar ke icon pe kabhi to DOUBLE CLICK karo... ------------ --------- --------- Roz subha hum karte hain pyar se unhe good morning... Woh aise ghoor ke dekti hain jaise 0 ERRORS aur 5 WARNING... ------------ --------- --------- Aisa bhi nahin hai ke I don't like your face. Par dil ke storage mein No more DISK SPACE. ------------ --------- --------- Ghar se jab tum nikale pehen ke reshmi gown. Jaane kitne dilon ka ho gaya SERVER DOWN
नफरत को हम प्यार देते है! . . . . आपके प्यार पर हम खुशी न वार देते है! . बहुत सोच कर वादा करना हमसे क्योकि ... .. . हम 1 वादे पर जिन्दगी गुजार देते है!
Meri aankhon me mat dekh tujhe apna bana lenge, na dil ke karib aa tujhe mohabbat sikha denge, gehra hai tujhse itna rishta ki, agar khwabon me aaye to teri neende chura lenge... ♥♥♥.
Wo meri soch hai, koi aur usey soche to Q? Wo meri labon ka nagma hai, koi aur usey gungunaye to Q? Wo meri chahat hai, koi aur usey chahe to Q? Wo meri nazar ka aaina hai, koi aur use dekhe to Q? Wo sirf meri “DUA” hai, koi aur usey maange to Q?
Badi aasani se dil lagaye jaate hain, Badi mushkil se vaade nibhaye jaate hain, Le jaati hai mohabbat un raahon pe, Jahan diye nahin, dil jalaye jaate hain