Pages

Showing posts with label shayari. Show all posts
Showing posts with label shayari. Show all posts

Tuesday, 7 January 2014

Kya hunn main or kya samjhte hain

Kya hunn m or kya samjhte h mujhe jamane wale„ 
Sab raaj nhi hote batane wale,
Kabhi akar dekhna tanhaiyo me hmari,
Kaise rote h sabko hasaane wale

Sunday, 29 December 2013

मैं मुर्दो में जिंदा हु मरे बिना

दिल में रोग पर खौफ मेरे मन मे ना "

" मैं मुर्दो में जिंदा हु मरे बिना ! !

ज़िंदा रहेंगे

ज़िंदा रहेंगे तो हर दिन तुम्हें हम याद करेंगे..

भूल गये तो समझ लेना खुदा ने हमें याद कर लिया.. :)”

Saturday, 28 December 2013

ना जाने वो कौन

ना जाने वो कौन इतना हसीन होगा
आपके हाथ में जिसका नसीब होगाकोई आपको चाहे ये कोई बडी बात नहींजिसको आप चाहो वो खुश नसीब होगा ।

Wednesday, 25 December 2013

Dil To Kahta Hai

Dil To Kahta Hai Zamaane Se Chhupa loon Tujh Ko Dil Ki Dhadkan Ki Tarah Dil Mein Basa loon Tujh Ko...
Koi Ahsaas Judaai Ka Na Rahne Paaye Iss Tarah Khud Mein Meri Jaan Samaa loon Tujh Ko...
Tu Jo Roothhey Kabhi Mujh Se Mere Dil Ke Maalik Saari Duniya Se Khafa Ho Ke Manaa Loon Tujh Ko...
Jab Bhi Dekhoon Tere Chehre Pe Udaasi Ka SamaaN Yehi Chahoon Ke Kisi Tarha Hassa loon Tujh Ko...
Tu Jo Thhak Haar Ke Loutay To Yahi Khwaahish Hai Apni Palkon Ki Chaaon Main Sula loon Tujh ko...

Kal jab mile the....

Kal jab mile thhe....
to dil mein hua ek sound.
Aur aaj mile to kehte hain...
your FILE NOT FOUND!
------------ --------- ---------
Jo muddat se hota aaya hai,
woh repeat kar doonga...
Tu naa mili to apni zindagi
CTRL+ALT+ DEL kar doonga...
------------ --------- ---------
Shayad mere pyar ko
taste karna bhool gaye...
Dil sey aisa CUT kiya
ke PASTE karna bhool gaye....
------------ --------- ---------
Laakhon honge nigaah mein
kabhi mujhe bhi pick karo...
Mere pyaar ke icon pe
kabhi to DOUBLE CLICK karo...
------------ --------- ---------
Roz subha hum karte hain
pyar se unhe good morning...
Woh aise ghoor ke dekti hain
jaise 0 ERRORS aur 5 WARNING...
------------ --------- ---------
Aisa bhi nahin hai ke
I don't like your face.
Par dil ke storage mein
No more DISK SPACE.
------------ --------- ---------
Ghar se jab tum nikale
pehen ke reshmi gown.
Jaane kitne dilon ka
ho gaya SERVER DOWN

Friday, 20 December 2013

नफरत को हम

नफरत को हम प्यार देते है!
.
.
.
.
आपके प्यार पर हम खुशी न वार देते है!
.
बहुत सोच कर वादा करना हमसे 
क्योकि
...
..
.
हम 1 वादे पर जिन्दगी गुजार देते है!

Monday, 16 December 2013

Teri Mohabat Ka Mujhe

Teri Mohabat Ka Mujhe Yahi To Sila Mila Hai,
Tujhe Yad Krke Mera Dil Hi Jala Hai,
Kaise Bhul Jau In Yado Ko,
Sab Kuch Luta Ke Ek Yahi To Mila Hai....

sacha pyar mera tha

Manzilein Bhi Teri Thi.
Aur Rasta Bhi Tera Tha
Ek Tera Pyaar Paa Lu,
Bas Yahi Sapna Mera Tha.

Mere Sath Rehne Ki Kasam Bhi Teri Thi.
Fir Akela Chhod Jane Ka Khayal Bhi Tera Tha.

Haatho Me Hath Lekar
Mujhe Hasaane Ki Soch Bhi Teri Thi.
Meri Aankhon Me Aansu Dene Ka
Silsila Bhi Tera Tha....

Mein Kyu Yaha Tanha Reh Gya?
Mera Dil Sawaal Karta Hai...
Kismat To Teri Thi...
Par Kya Khuda Bhi Tera Tha?

Khuda Bola:
Use Yaar Bnane Ki Galti Bhi Teri Thi.
Us Par Yakeen Karne Ka Khayal Bhi Tera Tha...

Use Kyu Gham Hoga Tere Jane Ka?
Sacha Pyaar Uska Nhi..
Sacha Pyaar To Sirf Tera Tha.

Saturday, 17 December 2011

hum khuwabon mein rahate hai


Itna dard humme aaj hai, kal ki nahi sochte hai
Yeh gum hamme na sataye, hum khuwabon mein jeete hai|
Ik kali hai mohabbat ki, humne usse seecha hai
Bagh bagh khushbu se mahake, khuwab kuch aise dekhe hai|
Koi aayega rajkumar, mujhe khud se chura le jayega
Ho jayungi main deewani, aisa main nahi log kahete hai|
bhul jaane do main kaun hun, bewafa apna kab hota hai
yeh gum aur na sataye, isliye hum khuwabon mein rahate hai|

naa dard sath raha

Naa hashi rash aai humee, naa dard sath raha
Yeh ziNdagi toh bas mere liye ek khawab raha
Naa mukammal ghazal likh sake, naa bayaN
Kuch raha toh bas mere sath chuna alfaaz raha
Kaha, kise kahe ? ki kya gam humko das raha..
yaha toh sara jahaN hii gam-e-dard me roo raha
Har harf-harf hoo jaise shole ki manind jal raha
judai ka har pal hai kehar ban aaj barash raha
Yeh kaisi ajeeb justzoo se huye hai aaj rubaroo
Ki aaj mera har kahwab hii hai mujhe chubh raha
aa dekh tu khuda ! bande ko tune yeh kya diya
Aaj fir tadap mili diL ko, aaj fir hai dil roo raha


ashQ bhi nikale toh khoonn ke.



Woh samjh naa paye naino ki bhasha,
Jataya nahi to kyaa Pyar nahi Unn se…
Chal diye woh kisi aur ka hath tham kar,
Sun kar yeh, ashQ bhi nikale toh khoonn ke.

tujhse mohabbat ka paigaam likh raha huN



tujhse mohabbat ka paigaam likh raha huN
tere husN ko khat meiN salam likh raha huN

pee kar jeese madhosh haiN tamaam duniyaa
husn-e-mohabbat ka wo jaam likh raha huN

jiss teer-e-nazar se Qtal ho rahe Diwaane
us jadugiri ka aaj ek anjaam likh raha huN

tere ishQ meiN duba rehta hun shab-o-roz
teri yaadoen ki subah aur shaam likh raha huN

haiN tujhse kis kadar mohabbat jaan-e-wafa
yeh maiN mehfil meiN sareaam likh raha huN

Omi huN, mohabbat ka Qalaam likh raha huN
k meri yeh jindagi ab tere naam likh raha huN

Ik Sapna Tha

Sadyon Se Ik Sapna Ha
Kaho Pura Karo Gey Tum?
Bhool Jao Mere Siwa Sub Kuch
Kaho Aisa Karo Gey Tum?
Nai Kuch Or Tamana Ab,
K Bus Mere Ho Jao Tum,
Kabi Na Chor K Jao Gey,
Kaho Aisa Karo Gey Tum..?
Faqt Ik lafz Sun'ne Ko Kai Barso se Tarse Hun,
MUJHE APNA BNA LO TUM
Kaho Aisa Kro Gey Tm?

Abi ha dard kuch madham

Buht tote hoe hein hum abi dastak nahi dena
humari ankh ha purnam abi dastak nahi dena

mere yaro abi kuch din mere ahwal matt pocho
abi dil mein ha uska gham abi dastak nai dena

shab-e-tanhaie mein tarpna ha buht mujko
abi ha dard kuch madham abi dastak nahi dena

Meray Haatho Ki Lakiron

Tu Kisi aur Ki Jagir Hay A Jan-e- Ghazal,
Log Tufan Utha Dengay Meray Saath Na Chal,
Pehlay Haq Tha "Teri"Chaht K Chman Per Mera,
Ab Mera Piyar "Teray"Piyar Ka Haqdar Nahi,
Ab Kisi aur K Shano Pe Hay "Tera"Aanchal,
May"Teray"Piyar Se Ghar Apna Bsaon Kaisay?
May"Teri"Maang Sitaron Se Sjaon Kaisay?
Meri Qismat May Nahi Piyar Ki Khusbu Shayed,
Meray Haatho Ki Lakiron May Nahi "Tu"Shayed

Thursday, 15 December 2011

Apni Haseen Ankho Me Chupalo Mujko

Apni Haseen Ankho Me Chupalo Mujko.
Mohabat Agr Krte Ho Tu Churalo Mujko.
Khone Ka Agr Khaof Hy Tou.
Dil Ki Har Dharkan Me Basalo mujko.
Dhoop Ho ye Sehra Ho Tere Sath Sath Chalengy.
Yaqin Na ho To Azmalo Mujko.
Tere Dukh Ko Seh Len Gy Hans Kr Hm.
Apne Badan Ki Chadar Banalo Mujko.
Sahil Se Pehle Chor Tou Na Do Gy Tm.
Abhi Agaaz-e Safar Me Btado Mjko. Zndagi Bhi Tere Naam Kr Dengy.
Apni bahon mei chupa lo mjh ko.

Wednesday, 14 December 2011

Kash Banane Wale Ne

Kash banane wale ne mjhe kitab bnaya hota.
Woh parhty parhty so jati mujhy seenay say lagaya hota,
.
Main ous k gum main rota or rota he jata.
Os nay chupky say mujhy senay say lgaya hota.
.
Os ko dastaan suna suna k thak sa giya.
Kash uss nay b mujhy hal-a-dil sunya hota.
.
Main oss ka naam leta or subho sham leta tha.
Hay afsos os ny mujhy 1 bar bolaya hota.
.
Main oss ki khatr trpta rha sham o sehar Mohsin
Arman na hota gar os ny 1 anso he bhaya hota.

Thursday, 8 December 2011

Zindagi ka sochta hon

Zindagi ka sochta hon na zamany ka sochta hon
Main to bas ussy apna banany ka sochta hon

Us kay roth jany kay andaaz ki qasam
Wo roth jaye to manany ka sochta hon

Usne na ki wafa to koi gila nahi
Main us se wafa'ein nibhane ka sochta hon

Wo mujh ko rulaye to koi baat nahi
WAISI
Main ro kar bhi ussy hasany ka sochta hon.

Ye Yaad Nhi Kab Pyar Howa

Ye Yaad Nhi Kab Pyar Howa
Bas Yaad Raha Mujhy Pyar Howa
Jab Pyar Howa Sab Bhool Gaya
Ek Yaad Raha Bas Naam Tera.
Ham Masjid Mandir Sab Bhool Gay
Mujhy Yaad Raha Bas Sath Tera
Kuch Saalon Baad Wo Ham Se Mily
Main Pooch Betha Kya Haal Tera
Wo hans K Bolay Aey pagal
Tu Ye To Bata Kya NAAM TERA ...!!