Pages

Showing posts with label heart broken msg. Show all posts
Showing posts with label heart broken msg. Show all posts

Thursday, 19 December 2013

मर जाती है माँ

बैगानों की तरह अपने घर जाती है माँ 
हर रोज अपमान का जहर खाती है माँ 

कहीं नर्क न कर दे बेटे की जिंदगी बहू

कुछ कहने से पहले ठहर जाती है माँ 

जवाँ बेटों ने बांटी है जिम्मेदारी उसकी

कभी इस, कभी उस शहर आती है माँ
 
कभी चश्मा टूट जाता है तो कभी दिल 

पोते-पोतियों को देखकर घबराती है माँ

स्त्री की यात्रा में ये कैसा पड़ाव हैं 
दुआ देते हुए इक दिन मर जाती है माँ 

Monday, 16 December 2013

Teri Mohabat Ka Mujhe

Teri Mohabat Ka Mujhe Yahi To Sila Mila Hai,
Tujhe Yad Krke Mera Dil Hi Jala Hai,
Kaise Bhul Jau In Yado Ko,
Sab Kuch Luta Ke Ek Yahi To Mila Hai....

sacha pyar mera tha

Manzilein Bhi Teri Thi.
Aur Rasta Bhi Tera Tha
Ek Tera Pyaar Paa Lu,
Bas Yahi Sapna Mera Tha.

Mere Sath Rehne Ki Kasam Bhi Teri Thi.
Fir Akela Chhod Jane Ka Khayal Bhi Tera Tha.

Haatho Me Hath Lekar
Mujhe Hasaane Ki Soch Bhi Teri Thi.
Meri Aankhon Me Aansu Dene Ka
Silsila Bhi Tera Tha....

Mein Kyu Yaha Tanha Reh Gya?
Mera Dil Sawaal Karta Hai...
Kismat To Teri Thi...
Par Kya Khuda Bhi Tera Tha?

Khuda Bola:
Use Yaar Bnane Ki Galti Bhi Teri Thi.
Us Par Yakeen Karne Ka Khayal Bhi Tera Tha...

Use Kyu Gham Hoga Tere Jane Ka?
Sacha Pyaar Uska Nhi..
Sacha Pyaar To Sirf Tera Tha.

Tuesday, 31 January 2012

Jalta hua Diya Dekh Kar Khone Ki AADAT Thi us ki…!!

Jalta hua Diya Dekh Kar Khone Ki AADAT Thi us ki…!!

Bas Usy Khush Dekhne Ke Liye, Apne Dil Ko Jalate Rahe Hum...

Saturday, 7 January 2012

Kar K Wafa Kuch De Na Sake Wo

Aag Dil Me Lagi Jab Wo Khafa Hue
Mehsoos Hua Tab, Jab Wo Juda Hue ...
Karke Wafa Kuchh DE Na Sake Wo
Per Bahut Kuchh De Gaye Jb Wo Bewafa Hue ..

Uski Bepanah Mohabbat Rony Nhi Deti

Mujhy Aj Bhi Us Ki Bepanah Mohabbat Rony Nahi Daiti, 

Jo Kehta Tha PagalMeri Jaan Nikal Jaye Gi Teray Ansoo Girnay Say Pehlay

Tere Hi Zakham Ka Daag Itna Gehra

Dil kehta hai mohabat nahi qayamat hai ye ... !
Phir dil ki deewar par tera chehra kyu hai ... ?
Aur bhi zakham hai tere zakhmo ke siva ... !!
Tere hi zakham ka daag itna gehra kyun hai ... ?

Hamari Yaad Main Wo Bhi Kabhi

Hamari Yaad Mein Wo bi Kabhi Khoye Honge
Khulli Aankhon Se wo bi Kabhi Soye Honge
Manna Ke Muskurana Andaaz Hai Gum Chupane Ka ..
Magar Hanste Hanste Wo bi Kabhi Roye Honge ..

Sunday, 18 December 2011

Dil Toot Kar Bhi Bikharta Hai Is Kadar

Ulfat ka akhir yahi dastur hota hai,
Jise chaho woh hi apne se dur hota hai,
Dil tut kar bhi bikharta hai is kadar,
Jaise koi kaanch ka khilona chur-chur hota hai!! ♥

Hum Ne Kisi Ki Yaad Main Rona Hi Chor Diya

Hum ne kisi ki yaad main rona hi chor diya
Apni Zindagi ko talaash karna hi chor diya

Sab beeti hui baatein bhula di hum ne
Ab Dil main maazi basana chor diya

Kaanton se bhar dete hain log daaman
Hum ne Aangan main Phool khilana hi chor diya

Kabhi na maangen ga kisi se bheek Mohabbat ki
Is hi liye hum ne Pyaar karna hi chor diya

December Lout Aaya Hai ..!!~

December Mein Kaha Tha Na Kay Wapis Lout Aao Gay ..!!~

Abhi Tak Tum Nahi Loutay December Lout Aaya Hai ..!!~

DAFNANE k Baad JALAAYA nahi jaata

Wo Aati Hai Roz Meri Qabar Pe Apne HAMSAFAR k Sath 
Yaaro,

Kon Kahta Hai Ke DAFNANE k Baad JALAAYA nahi jaata

Humari kismat

Humari kismat to un sitaron ki tarha hai,

Jin k tutne ka intezar log apni khwahish puri karne k liye karte hai.