Libaas Tann se utaar dena
Kisi ko baahon ka haar dena
phir uskay jazbon ko maar dena
Agar muhabbat yahi hai jana...!
to maaf krna mujhay nahi hai
Gunah karnay ka soch Lena
Haseen Pariyaan Daboch lena
Phir uski ankhen Noch lena
Agar muhabbat yahi hai jana...!
to maaf krna mujhay nahi hai
Andheer Nagri main chalty jana
Haseen kaliyaan Masalty jana
Aur apni Fitrat pay Muskurana
Agar muhabbat yahi hai jana...!
to maaf krna mujhay nahi hai......
Kisi ko baahon ka haar dena
phir uskay jazbon ko maar dena
Agar muhabbat yahi hai jana...!
to maaf krna mujhay nahi hai
Gunah karnay ka soch Lena
Haseen Pariyaan Daboch lena
Phir uski ankhen Noch lena
Agar muhabbat yahi hai jana...!
to maaf krna mujhay nahi hai
Andheer Nagri main chalty jana
Haseen kaliyaan Masalty jana
Aur apni Fitrat pay Muskurana
Agar muhabbat yahi hai jana...!
to maaf krna mujhay nahi hai......
No comments:
Post a Comment