Pages

Tuesday, 13 December 2011

Pehlay Bhi Huay Us Se Kai Bar Juda

Yun to pehlay b huay us say kai bar juda 
Lykin ab k naZae atay hain kuch aasar juda

Gr gham e sod_o_zyaan hai to thehr ja ay jaan!!
Is morr pay yaron say huay yar juda

Do ghari us say door rahun to yun lagta hai
jis trha saya_e_diwaar say diwaar juda 
Ye judai ki gharri hai k jharri sawan ki
"main juda girya kna,abr juda, yar juda"

No comments:

Post a Comment